Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand Bakshi
HomeAnand Bakshi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ladki pasand ki ladki pasand ki mushkil se milti hai mil gayi mil gayi ladka pasand ka mushkil se milta hai mil gaya re mil gaya ladka pasand ka mushkil se milta hai mil gaya mil gaya ladki pasand ki mushkil se milti hai mil gayi mil gaya ho mil gayi milte hain kitne hi log milte hain raahon mein khilte hain kitne hi phool khilte hain baagon mein ho milte hain kitne hi log milte hain raahon mein khilte hain kitne hi phool khilte hain baagon mein dil ka gulaab dil ka gulaab dil ka gulaab ye mushkil se khilta hai khil gaya khil gaya ladka pasand ka mushkil se milta hai mil gaya mil gayi mil gayaa dilbar jab aate hain paas dilbar ye hota hai duniya kar deti hai door aksar ye hota hai hoo dilbar jab aate hain paas dilbar ye hota hai duniya kar deti hai door aksar ye hota hai oonchi deewaar oonchi deewar oonchi deewaar ye mushkil se girti hai gir gayi gir gayi ladki pasand ki mushkil se milti hai mil gayi mil gaya ho mil gayi hota hai mushkil se meil hota hai mushkil se
hmmmmmmm ladki tumhari kanwari reh jaati ladki tumhari kanwari reh jaati ji maano humara ehsaan ke ladke ne ke ladke ne haan kar di hoooo hooo hoooo hooo hooo hoooo ladka tumhara kanwara reh jaata ladka tumhara kanwara reh jaata ji maano humara ehsaan ke ladki ne ke ladki ne haan kar di o ladke ke doston hoooo oooo ooooo oooo ooooo o ladke ke doston pehle tum ye kaam karo ladki lene aaye ho jhuk kar humko salaam karo ladki ki saheliyon hoooo oooo ooooo oooo ooooo ladki ki saheliyon hum jo zid par aayenge ladki lene aaye hain tumko bhi le jaayenge tumko bhi le jaayenge gussa ye saara ka saara reh jaata gussa ye saara ka saara reh jaata ji maano humara ehsaan ke ladki ne haan kar di hum kab maanne waale theeeee hum kab maanne waale the jaane kaise maan gaye ladki jaadugarni hai jaan gaye pehchaan gaye hum jaan gaye pehchaan gaye ladke ne sau khat likhe tab humne iqraar kiya ladki ko iss shaadi pe mushkil se taiyaar kiya saari ki saari taiyaari reh jaati saari ki
lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai wahi aag seene mein phir jal padi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai kuchh aise hi din the wo jab hum mile the aaaaaaa chaman mein nahin phool dil mein khile the aaaaaa wohi to hai mausam magar rutt nahin wo aaaaaa mere saath barsaat bhi ro padi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai aaaaaa lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai koi kaash dil pe zara haath rakh de mere dil ke tukdon ko ik saath rakh de magar ye hai khaabon khyaalon ki baaten kabhi toot kar cheez koi judi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai wahi aag seene mein phir jal padi hai lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai
lalla allah tera nighebaan lalla allah tera nighebaan mera dil meri jaaaan tere qurbaan lalla allah tera nighebaan mera dil meri jaaaan tere qurbaan meriiiii aankhon mein teri khushi mereeee honthon pe teri hansi ooooooooo tune aa ke meri baahon mein meriiii khaali jholi bhar di ban gaya sehraaa koi gulsitaan lalla allah tera nighebaan mera dil meri jaaaan tere qurbaan tereeeee dum se hai ye dil shaad tu hiiiii tu hai bas khuda ke baad ooooooooo teraaaaa deewana hai abdullah tereeeee bin nahin hai kuchh yaad ban gayi zindagi teri daastaan lalla allah tera nighebaan mera dil meri jaaaan tere qurbaan meraaaaa chhota sa hai tu sanam meraaaaa waada tu meri kasam ooooooooo ho jaaaa jaldi se tu naujawaan baakiiiii meri hai umar kam hai yahi aakhiri mera armaaaaan lalla allah tera nighebaan lalla allah tera nighebaan mera dil meri jaaaan tere qurbaan tere qurbaan tere qurbaan tere qurbaan
lalla lalla lori doodh ki katori doodh mein batasha munni kare tamasha o lalla lalla lori doodh ki katori doodh mein batasha munni kare tamasha chhoti chhoti pyari pyari sundar pariyon jaisi hai chhoti chhoti pyari pyari sundar pariyon jaisi hai kisi ki nazar na lage meri munni aisi hai shehad se bhi meethi doodh se bhi gori chupke chupke chori chori chori lalla lalla lori doodh ki katori doodh mein batasha munni kare tamasha saari raina ke mathe pe chamke chaand si bindiya saari raina ke mathe pe chamke chaand si bindiya munni ke chhote chhote naino mein khele nindiya sapnon ka palna aashaaon ki dori chupke chupke chori chori chori lalla lalla lori doodh ki katori doodh mein batasha munni kare tamasha oo lalla lalla lori doodh ki katori hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm
lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha aadhi murjhaa jaati hain thodi si kaliyaan khilti hain aadhi murjhaa jaati hain thodi si kaliyaan khilti hain saari ki saari khushiyaan jeevan mein kis ko milti hain yaa toote pal naa yaa toote dori chhupke chhupke chori chori chori lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha likh leti likhwaa leti main aage kya hai gaana likh leti likhwaa leti main aage kya hai gaana lekin main kya karti tere paapa ko tha jaana mujh se bhi chhip kar tujh se bhi chori chhup ke chhup ke chori chori chori lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha lalla lalla lori dudh ki katori dudh mein bataasha jeevan khel tamaasha jeevan khel tamaasha
bichhade abhi to hum bas kal parson jeeyungi main kaise iss haal mein barson maut naa aayi teri yaad kyun aayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi honthon pe aayi meri jaan duhaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi ik to sajan mere paas nahin re duje milan di koi aas nahin re duje milan di koi aas nahin re uss pe ye saawan aayaaaa uss pe ye saawan aayaa aag lagaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi toote zamaane tere haath nigode haath nigode jin se dilon ke tune sheeshe tode sheeshe tode hizr ki unchiiii hizr ki unchi deewar banaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o rabba badi lambi judaayi lambi judaayi baagh ujad gaye baagh ujad gaye khilne se pehle panchhi bichhad gaye milne se pehle panchhi bichhad gaye milne se pehle koyal ki koooooook koyal ki koook ne hook utaayi haaye lambi judaayi chaar dinon da pyaar o
lambuji lambuji bolo tinguji lambuji lambuji haan bolo tinguji mere raste mein taang na adaana mere raste mein taang na adaana iss kanya ko haath na lagaana ho haath na lagaana eh tinguji tinguji haan bolo lambuji tinguji tinguji haan bolo lambuji mere raste mein taang na adaana mere raste mein taang na adaana iss kanya ko haath na lagaana ho haath na lagaana tinguji tinguji bolo lambuji lambuji lambuji bolo tinguji ho dekha isse maine tumse pehle are dhundha isse maine tumse pehle are dekha isse maine tumse pehle hey dhundha isse maine tumse pehle par le rahi hai yeh naam mera chhodo ji yeh hai inaam mera inaam mera lambuji lambuji bolo tinguji mere gusse ko na neend se jagaana iss kanya ko haath na lagaana ho haath na lagaana lambuji lambuji kya bolo tinguji dam dhidam dai dam dhirtam ayyo dam dhidam dai dam dhirtam madraas se main aaya hoon bombay raste mein ho gaye tum kitne lambe lambi udaane kad kitna chhota iss khel mein kya chhota kya mota kya chhota kya
leena leena hoo hoo hooooo leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena saare shehar mein nahin tujh si koi haseena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena jo tere roop ke jaado mein kho gaya jo teri zulf ke saaye mein soo gaya uska hai marna marna uska hai jeena jeena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena aisi hain aankhein teri jaise ke koi gazal yaa kisi jheel mein tairte do kamal inmein na doob jaaye iss dil ka ye safeena leena o leena dil toone chheena hmm leena o leena dil toone chheena guzregi ab zindagi teri haseen yaad mein aaye na aaye kabhi phir aaj ke baad mein ye raat ye ghadi ye din saal ye maheena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena saare shehar mein nahin tujh si koi haseena leena o leena dil toone chheena ye leena o leena dil toone chheena
likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye main hoon tere liye likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye main hoon tere liye ishq ki haseen daastan se hum utar ke aaye aasmaan se yeh samaa ye pyaar ki kahaaniyaan mil rahi hain aaj do jawaaniyan pahli mohabbat ki raahon pe likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye main hoon tere liye yun hi zara tu muskura sharma ke aanchal munh me daba zulfon ka tu ghunghat hata yeh khoobsurat chehra dikha iss naaz se ithlaate huye chal ke zara mere paas aa ke aashiq hoon main in adaaon pe likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye haan main hoon tere liye aao keh de aaj iss jahan se hum guzar ke jee se aur jaan se pyaar ki haseen jeet haar mein dil hai cheez kya ke maine pyaar mein sar rakh diya tere paaon pe likha hai yeh inn hawaon pe likha hai yeh inn ghataaon pe tu hai mere liye main hoon tere liye
likhne wale ne likh daale likhne wale ne likh daale milan ke saath vichhode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode likhne wale ne likh daale milan ke saath vichhode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode mushkil hai iss shehar se jaana mushkil hai iss shehar se jaana phir jaane kab hoga aana yaad naa aana bhool naa jaana yaad naa aana bhool naa jaana ye dil kaisa hai deewana chaar dinon mein isne kitne rishte naate jode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode milna bichhadna reet yahi hai milna bichhadna reet yahi hai haar yahi hai jeet yahi hai pyaar yahi hai preet yahi hai mera aakhiri geet yahi hai iss bairan birhaa ne jaane kitno ke dil tode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode assa hun tur jaana eh din reh gaye thode duniyaa ke dastoor hain aise duniyaa ke dastoor hain aise saare bandhan sapnon jaise dil ghum seh leta hai waise
kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer iss rang se jaane bane jeevan ki tasveer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer jiss ko khushi se jeena ho ye baat wo jaan le marzi ho jo bhagwaan ki hans ke use maan le maan leeeee jiss se bane ghum bhi khushi hai ye wo hi tadbeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer do roz ki ye zindagi kiss cheez ka naam hai har ik subah hai bekhabar anjaan har shaam hai shaam haiiiii kisko pata toote kahaan saanson ki zanjeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer
are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye haan log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye o dekho o kidhar o udhar wo wahan haye haye haye are log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye kahe gussa unhe aa gaya haan ham ko maza aa gaya ho ho gussa unhen aa gaya ho ham ko maza aa gaya yun dagmagaaye kadam jaise nasha chhaa gaya is dil ke sare arma nikal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi sathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki daulat ke kanton se kaliyan bhali pyaar ki ho nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki dekho hamaare raste badal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye dhanwaan dekhe zara haan ye khel
Logo Ye Kiski Arthi Chali
logon ki zubaan par apna naam hai pehla logon ki zubaan par apna naam hai pehla hum mein se har ek hai nehle pe dehla o ho logon ki zubaan par apna naam hai pehla logon ki zubaan par apna naam hai pehla hum mein se har ek hai nehle pe dehla nehle pe dehla soyi hai ye duniya hum jaage ho peechhe hain sab humse hum aage are pakad sake na yaar itna bhaage soyi hai ye duniya hum jaage peechhe hain sab humse hum aage pakad sake na yaar itna bhaage ho apna rasta chhod de hat baaju o chhaila apna rasta chhod de hat baaju o chhaila hum mein se har ek hai nehle pe dehla nehle pe dehla ye meri main iska deewaana sunta hai tu kyun ye afsaana tera yahaan kya kaam tu begaana ye meri main iska deewaana sunta hai tu kyun ye afsaana tera yahaan kya kaam tu begaana ye hai mera majnu main hoon iski laila ye hai mera majnu main hoon iski laila hum mein se har ek hai nehle pe dehla nehle pe dehla hum hanske jeete hain marte hain ho duniya mein sab humse darte hain are bade bade bas
maa mujhe apne aanchal mein chhupa le gale se laga le ke aur mera koi nahin maa mujhe apne aanchal mein chhupa le gale se laga le ke aur mera koi nahin phir na sataunga kabhi paas bula le gale se laga le ke aur mera koi nahin ke aur mera koi nahin bhool meri chhoti si bhool jao maata bhool meri chhoti si bhool jao maata aise koi apno se rooth nahin jaata rooth gaya hoon main tu mujhko mana le gale se laga le ke aur mera koi nahin maa mujhe apne aanchal mein chhupa le gale se laga le ke aur mera koi nahin ke aur mera koi nahin god mein teri aaj tak main pala hoon god mein teri aaj tak main pala hoon unglee pakad ke teri maa main chala hoon tere bin mujhko ab kaun sambhale gale se laga le ke aur mera koi nahin ke aur mera koi nahin naa to yahan andhiyara na koi jyot hai naa to yahan andhiyara na koi jyot hai naa to yahan jeevan hai naa yahan maut hai tune kiya hai mujhko kiske hawaale gale se laga le ke aur mera koi nahin maa mujhe apne aanchal mein chhupa le gale se
maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo deepak baati bankar saathi saath kisi ka na chhodo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo deepak baati bankar saathi saath kisi ka na chhodo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo jaan lo jag mein kaun apna hai kya yahaan sach hai aur kya sapna hai jaan lo jag mein kaun apna hai kya yahaan sach hai aur kya sapna hai maa ne kaha tha o betaa sapnon ke pichhe na daudo sapne sapne apne apne apnon se munh na modo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo ho sake gar to pyaar na tum karna pyaar ho jaaye to duniya se na darna ho sake gar to pyaar na tum karna pyaar ho jaaye to duniya se na darna maa ne kaha tha o betaa karke waada kabhi na todo pyaar ke raste chalte chalte wapas kadam na modo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo deepak baati bankar saathi saath kisi ka na chhodo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo
maajhi naiyya dhundhe kinaara o maajhi naiyya dhundhe kinaara kisi naa kisi ki khoj mein hain ye jag saara maajhi naiyya dhundhe kinaara kabhi na kabhi to samjhoge tum ye ishaara maajhi naiyya dhundhe kinaara aisi koi mauj nahin jiss ko koi khoj nahin aisi koi mauj nahin jiss ko koi khoj nahin ooooo hooooooo koi naa koi to har kisi ko lagta hai pyaara maajhi naiyya dhundhe kinaara maajhi naiyya dhundhe kinaara jeevan path par chalte huye ik din thak kar chalte huye jeevan path par chalte huye ik din thak kar chalte huye ooooo hooooooo kahin naa kahin main tham loonga aanchal tumhaara maajhi naiyya dhundhe kinaara maajhi naiyya dhundhe kinaara jaise seeta raam mile jaise raadha shyaam mile jaise seeta raam mile jaise raadha shyaam mile ooooo hooooooo kabhi naa kabhi to milan hoga tumse humara maajhi naiyya dhundhe kinaara maajhi naiyya dhundhe kinaara ho maajhi naiyya dhundhe kinaara ho maajhi naiyya dhundhe kinaara
maakhan chor nand kishor manmohan ghanshaam re kitne tere roop re kitne tere naam re arre maakhan chor nand kishor manmohan ghanshaam re kitne tere roop re kitne tere naam re devki maa ne janam diya aur maiya yashoda ne paala aaa aaa devki maa ne janam diya aur maiya yashoda ne paala tu gokul ka gwala binda ban ka baansuri waala o aaj teri bansi fir baaji mere man ke dhaam re kitne tere roop re kitne tere naam re ho maakhan chor nand kishor manmohan ghanshaam re kitne tere roop re kitne tere naam re kaali naag ke saath lada tu zalim kans ko maara aaaa kaali naag ke saath lada tu zalim kans ko maara baal awastha mein hi tune khela khel ye saara tera bachpan tera jeevan jaise ek sangraam re kitne tere roop re kitne tere naam re oo maakhan chor nand kishor manmohan ghanshaam re kitne tere roop re kitne tere naam re tune sabka chain churaaya o chitchor kanhaiya aaaa tune sabka chain churaaya o chitchor kanhaiya o jaane kab ghar aaye dekhen raah yashoda maiya are vyakul
huhuuuuuu laaaaaa la lala la lala la lalaaaaa laaaaaa la lala la lala la lalaaaaa maamlaa fit ho gaya ye hero hit ho gaya maamlaa fit ho gaya ye hero hit ho gaya yaaron mere ishq ka manzoor parmit ho gaya maamlaa fit ho gaya ye hero hit ho gaya laaaaaa la lala la lala la lalaaaaa dekhen kaisi picture banti hai aur kitni der chalti hai dekhen kaisi picture banti hai aur kitni der chalti hai action kaisa hota hai direction kaisa hota hai music bhi hai romance bhi hai iss mein discoooooooo iss mein disco dance bhi hai waah waah kya love story hai naam bhi chori chori hai ye dil heroine ke gale ka locket ho gaya maamlaa fit ho gaya ye hero hit ho gaya laaaaaa la lala la lala la lalaaaaa khushkismat ye kamra hai jis mein chaand ye utraa hai khushkismat ye kamra hai jis mein chaand ye utraa hai raat se keh do tham jaaye baat zara jam jaaye tu bole to gaaun main kaun sa geet sunaaun main hmmmmmmm hum tum ek kamre mein band hon aur chabi kho jaaye tere nainon ki bhool
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ladki Pasand Ki Ram Balram (1980) 05:44 36603
 
Poster of Ram Balram (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman
Duration : 05:44   Song Number : 36603   

Ladki Waalo Krodhi (1981) 07:24 13568
 
Poster of Krodhi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Duration : 07:24   Song Number : 13568   

Lagi Aaj Saawan Ki Chandni (1989) 03:36 20820
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shri Devi, Rishi Kapoor, Vinod Khanna
Duration : 03:36   Song Number : 20820   

Lalla Allah Tera Nighebaan Abdullah (1980) 05:26 18489
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 05:26   Song Number : 18489   

Lalla Lalla Lori Doodh Mukti (1977) 03:23 37408
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Vidhya Sinha, Shashi Kapoor
Duration : 03:23   Song Number : 37408   

Lalla Lalla Lori Doodh Mukti (1977) 04:02 13803
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vidya Sinha
Duration : 04:02   Song Number : 13803   

Lambi Judaayi Hero (1983) 06:34 20823
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Reshma
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 06:34   Song Number : 20823   

Lambuji Lambuji Coolie (1983) 06:08 37803
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 06:08   Song Number : 37803   

Leena O Leena Swarg Narak (1978) 04:53 18374
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:53   Song Number : 18374   

Likha Hai Yeh Darr (1993) 05:12 32317
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 05:12   Song Number : 32317   

Likhne Waale Ne Likh Daale Arpan (1983) 07:51 20156
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Parveen Babi, Others
Duration : 07:51   Song Number : 20156   

Likhta Hai Wo Taqdeer Taqdeer (1967) 03:38 16329
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 03:38   Song Number : 16329   

Log Jal Gaye Raaste Pyar Ke (1982) 05:30 38121
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:30   Song Number : 38121   

Logo Ye Kiski Arthi Chali Dil Aur Deewar (1978) 05:12 36905
 
Poster of Dil Aur Deewar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:12   Song Number : 36905   

Logon Ki Zubaan Par Nehle Peh Dehlaa (1976) 04:39 39735
 
Poster of Nehle Peh Dehlaa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Saira Banu
Duration : 04:39   Song Number : 39735   

Maa Mujhe Apne Aanchal Men Chhota Bhai (1966) 04:26 15567
 
Poster of Chhota Bhai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mahesh Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 15567   

Maa Ne Kaha Tha Beta Chacha Bhatija (1977) 04:27 10470
 
Poster of Chacha Bhatija (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Yogita Bali
Duration : 04:27   Song Number : 10470   

Maajhi Naiyya Dhundhe Uphaar (1971) 05:10 14383
 
Poster of Uphaar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dhumal, Jaya Bachchan, Swaroop Dutt
Duration : 05:10   Song Number : 14383   

Maakhan Chor Nandkishore Takkar (1980) 04:19 39410
 
Poster of Takkar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Zeenat Aman
Duration : 04:19   Song Number : 39410   

Maamla Fit Ho Gaya Main Intaquam Loonga (1982) 06:09 18550
 
Poster of Main Intaquam Loonga (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Asrani, Reena Roy
Duration : 06:09   Song Number : 18550   
Karaoke Songs of Anand Bakshi, Sad Songs of Anand Bakshi, Love Songs of Anand Bakshi, Dance Songs of Anand Bakshi, Hip-hop songs of Anand Bakshi, Best songs of Anand Bakshi, Super hit songs of Anand Bakshi, hit songs of Anand Bakshi, duet songs of Anand Bakshi, solo songs of Anand Bakshi, old songs of Anand Bakshi, famous songs of Anand Bakshi, Hindi Karaoke Songs of Anand Bakshi, Hindi Sad Songs of Anand Bakshi, Hindi Love Songs of Anand Bakshi, Hindi Dance Songs of Anand Bakshi, Hindi Hip-hop songs of Anand Bakshi, best Hindi songs of Anand Bakshi, super hit Hindi songs of Anand Bakshi, hit Hindi songs of Anand Bakshi, duet Hindi songs of Anand Bakshi, solo Hindi songs of Anand Bakshi, old Hindi songs of Anand Bakshi, famous Hindi songs of Anand Bakshi, Sing Along Songs of Anand Bakshi, Sing Along Sad Songs of Anand Bakshi, Sing Along Love Songs of Anand Bakshi, Sing Along Dance Songs of Anand Bakshi, Sing Along Hip-hop songs of Anand Bakshi, Sing Along Best songs of Anand Bakshi, Sing Along Super hit songs of Anand Bakshi, Sing Along hit songs of Anand Bakshi, Sing Along duet songs of Anand Bakshi, Sing Along solo songs of Anand Bakshi, Sing Along old songs of Anand Bakshi, Sing Along famous songs of Anand Bakshi